اسلام کے معنی اطاعت کے ہیں۔ مذہب اسلام کا نام اسلام اس لیے رکھا گیا کہ اس کی بنیادخدا کی اطاعت پر ہے ۔ اسلام والا وہ ہے جو اپنی سوچ کو خدا کے تابع کر لے۔ جواپنے معاملات کو خدا کی تابع داری میں چلانے لگے۔ اسلام پوری کائنات کا دین ہے، کیوں کہ ساری کائنات اور اس کے تمام اجزا، خدا کے مقرر کیے ہوئے قانون کی ماتحتی میں چل رہے ہیں۔ یہی کائناتی رو یہ انسان سے بھی مطلوب ہے۔ انسان کو بھی اسی طرح خدا کا فرماں بردار بن کر اپنی زندگی بسر کر نا ہے، جس طرح بقیہ کا ئنات مکمل طور پر خدا کی فرماں بردار بنی ہوئی ہے۔
Islam Kya Hai in Urdu (What Is Islam?) by Abul Ala Maududi book download or free read online Urdu Booklet. The statement Islam implies intentional "Accommodation" or "Surrender" to the Will of God. It gets from the root word "salam," significance peace. Islam is a characteristic lifestyle that sways one to give due consideration regarding their association with God and His creation. Islam shows that it is through the doing of great deeds and looking for the joy of God that souls discover genuine satisfaction and peace. It is in this setting that the saying Islam gets from the root word (Salam, or peace).
Syed Abu Ali Maududi was a genius working figure of the twentieth century. He has many positions: Qur'anic commentator, biographer, religious scholar, commentator on the Islamic system of politics and economy and Islamic civilization, founder and leader of a major religious and political movement in the continent, a well-known journalist, and high-profile author.
۞ Hadees-e-Nabawi: Islaam Ye Hai Ki tum Shahadat(Gawahi) Do Ki Allah Ke Siwa koi Ibaadat ke Laaiq Nahi aur Muhammad (Sallallahu Alaihay Wasallam) Uss Ke(Allah Ke) Rasool hain, Namaaz Qaaim Karo, Zakaat Ada Karo, Ramazaan Ke Roze Rakho Aur Agar Hajje Baitullah Jaane Ka Maal Paas Me Hai Tou Hajj Karo.
– Muslim, Jild -1, Safa-27
Islam ke Farz Arqan 5 Hain: (5 Pillars of Islam)
(1) Kalma Padhna. (Shart) – (Must For Everyone)
(2) Namaaz Padhna. (Farze Ain. Muqarrar Waqt Par Din Me 5 Baar.)(For Everyone)
(3) Roze Rakhna. (Farze Ain. Maahe Ramazaan Me.) – (For Everyone)
(4) Zakaat Dena. (Saahibe Nisaab Par. Maahe Ramzan Me.) – (Only for Capable People)
(5) Hajj Karna. (Saahibe Isteta’at Par. Maahe Zil Hijja Me.) – (Only for Capable People)
(1) Kalma:
Ye Shahaadat (Gawahi) Dena ke Allah Ta’ala ke Siwa koi Ibaadat ke Laaiq nahi aur Muhammad (Sallallahu Alaihay Wasallam) Allah ke Rasool hain.
۞ Al-Quran: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
❝ Pas Jaan lijiye ke Allah ke siwa koi Ma’abood nahi. [Surah Al-Muhammad 47:19]
❝ Muhammad (Sallallahu Alaihay Wasallam) Allah ke Rasool Hain. [Surah Al-Fath 48:29]
(2) Salaat (Namaaz):
Ba-Wuzu Qibla Roo Hokar Niyyat Karke Takbeere Tehrima Ke Baad Tarteeb Se Qayaam, Sana, Tilawate Surah Al-Faatiha Aur Qir’at, Rooku’, Qauma, Sujood, Jalsa, Qa’ada Aur Tashh-Hud Duroode Ibraheem Aur Dua-e-Mashura Ke Baad Salaam Karna.
۞ Al-Quran: ۞
“Beshak Namaz Mo’mino par Muqarrar Waqt ke Hisaab se Farz hai.” [Surah An-Nisa 4:103]
(3) Sawm (Roza):
Allah Ta’ala Ki Ibadat Ke Liye Niyat Ke Saath Khud Ko Sub-H Saadiq Se Lekar Guroobe Aaftab Tak Khaane Peene Aur Jima’a (Sohbat) Se Roke Rakhna.
۞ Al-Quran: ۞
“Aye emaan walo! Tum par Roze Farz kiye gaye, Jaise Aglo par Farz hue they ke kahin tumhe parhezgari mile. Ginti ke Din.” [Al-Baqarah 183, 184]
(4) Zakaat:
Allah ke liye Apne Maal ka Utna Hissa Jo Shara’a me Muqarrar kiya gaya hai Musalman faqeer (Haajatmand) ko de kar Usey uss Maal ka Maalik bana dena.
۞ Al-Quran: ۞
Aye Emaan Walo! Jo Kuchh Hum(Allah) ne Tumhe ata kiya hai Uss me se (Allah Ki Raah me Nek Kaam me) Kharch Karo. [Al-Baqrah 2:254]
(5) Hajj :
Allah Ta’ala ki Ibadat ke Liye Ehram ke Saath Niyat Karke Zil Hijja ke 5 Din me Ya’ni 8we Chand se 12we Din Tak Mina Me Qayaam Karke Musalsal Muqarrar Din Ko Muqarrar Waqt Par Muqarrar Maqaam Par Tarteeb Ke Saath Muqarrar Arqan Ya’ni Wuqoofe Arafa, Wuqoofe Muzdalifa, Rami-e-Jimaar, Qurbani, Halaq Ya Takseer, Tawaafe Ziyarat aur Mabeet (Wuqoofe Mina) Ada Karna.
Kids Room Decorations app is collection of kids room Design Ideas with...
Namaz ka tarika is a very useful android namaz app to learn...
Qissay Nabiyon Ke is stories book of Prophet in Urdu language. This...
If you are looking forward to learn to read Quran in Arabic,...
Simple application is being provided to you to get the blessings of...
Maani ul Quran al Kareem - قرآن پاک اردو ترجمہ App is...
Created with AppPage.net
Similar Apps - visible in preview.