Qurbani ke Masail مسائل قربانی
Education In-app purchases Contains ads
In this app we will provide you complete information about qurbani ke masail
- Price
- Free
- In-app purchases
- Updated
- Aug 20
- 2022 · v1.0
Screenshots
About Qurbani ke Masail مسائل قربانی
Qurbani Ke Masail or Ahkam
Qurbani ke masail hum sub ko maloom hone chahiye. dosto jesa ke ap sub jante hain kal ko Pakistan mei Eid ul Adha ka din hai or taqriban har ghar me hi qurbani ki jati to hum sub ko qurbani ke masail or ahkamat ke barey me mukammal ilm hona chahiye. Mai yahan is forum me qurbani ke fazail, qurbani ke ahkam or masail ap sub ki khidmat me pesh kar raha hon. Parhiye or qurbaani karte waqt hamesha yaad rakhiye.
QURBAANI KA BAYAAN
qurbaani hazrat saiyyiduna ibaraheem عليه السلام ki sunnat hai jo is ummat ke liye baaqi rah gayi aur nabi صلى الله تعالى عليه وسلم ko qurbaani karne ka hukm diya gaya irshad farmaya
AHAADEES E KAREEMA
(1) ummul mumineen hazrat aaishah siddiaqa رضى الله تعالى عنها se riwayat hai keh huzur e aqdas صلى الله تعالى عليه وسلم ne irshad farmaya keh yaumunnahar (daswen zilhijjah) men ibn e aadam ka koi amal khuda ke nazdeek khoon bahane ( qurbaani karne) se ziyadah piyaara nahin aur oh jaanwar qiyaamat ke din apne sing aur baal aur khuron ke saath aayega aur qurbaani ka khoon zmeen par girne se qabl khuda ke nazdeek maqaam e qubool men pahunch jaata hai lihaza is ko khush dili se karo
(Abu daaud / tirmizi / ibn e maajah)
(2) hazrat imam hasan bin ali رضى الله تعالى عنهما se riwayat hai keh huzur صلى الله تعالى عليه وسلم ne farmaya jis ne khushi se taalib e sawab ho kar qurbaani ki oh aatish e jahannam se hijaab (rok) ho jaayegi
(tibraani)
MASAAIL E FIQHIYYAH
QURBAANI KI TA’REEF
Makhsoos janwar ko makhsoos din men baniyyat e taqarrub zabah karna qurbani hai
(Bahar e shari’at)
QURBAANI KI QISMEN
qurbaani ki kayi qismen hain
(1) Gani aur faqeer dono par wajib hai is ki soorat ye hai keh qurbani ki mannat maani ye kaha keh allah ke liye mujh par bakri ya gaaye ki qurbaani karna hai ya is bakri ya gaaye ki qurbani karna hai
(Bahar e shari’at)
(2) faqeer par wajib ho gani par wajib na ho is ki soorat ye hai keh faqeer ne qurbaani ke liye janwar khareeda us par us jaanwar ki qurbaani wajib hai aur agar gani khareedta to is khareedne se qurbaani us par wajib na hoti
(Bahar e shari’at)
(3) gani par wajib ho faqeer par wajib na ho is ki soorat ye hai keh qurbaani ka wujoob na khareedne se ho na mannat maanne se balkeh khuda ne jo use zindah rakha hai us ke shukurya men aur hazrat ibraahim عليه السلام ki sunnat ki ihya men jo Qurbaani wajib hai oh sirf gani par hai
(Bahar e shari’at)
MASLAH::: musafir pe Qurbaani wajib nahin agar musafir ne Qurbaani ki tataww’u (nafl) hai
(Bahar e shari’at)
MASLAH::: faqeer ne agar na mannat maani ho na Qurbaani ki niyyat se Jaanwar khareeda ho to uska Qurbaani karna bhi tataww’u (nafl) hai
(Bahar e shari’at)
MASLAH::: bakri ka maalik tha aur uski Qurbaani ki niyyat kar li ya khareedne ke waqt Qurbaani ki niyyat na thi ba’d men niyyat kar li to is niyyat se Qurbaani wajib nahin hogi
(Bahar e shari’at)
QURBAANI KE WAJIB HONE KE SHARAAIT
(1) ISLAM
yani gair muslim pe Qurbaani wajjb nahin
(2) IQAAMAT
yani muqeem hona musaafir par wajib nahin
(3) TAWANGARI
yani maalik nisaab hona yahan maaldaari se murad wahi hai jis se sadqa e fitr wajib hota hai oh murad nahin jis se zakat wajib hoti hai
(Nisab ki tafseel nisab ke bayan men mulahaza farmayen)
(4) HURRIYYAT
yani aazad hona jo aazad na ho us pe Qurbaani wajib nahin keh gulam ke paas maal hi nahin lihaza ibadat e maaliya us pe wajib nahin
(Bahar e shari’at)
FAZAAIL O MASAAIL E EIDUL AZHA O QURBAANI
TASHEEH
Qurbani Prayer app have complete procedure of Qurbani from Quran and hadith
- Qurbani k janwar ki kharaidari
- Qurbani ky masail
- Takbeer ka tareeqa
- All about qurbani
- Qurbani ki zarorat
Who Must offer Qurbani?
- Every Muslim should perform Qurbani. The only special cases are as follows:
- Those who don’t own 52.5 tolas of silver, or the wealth equivalent
- Those with not good mental condition.
- Those who are traveling and are more than the Shar’ i distance from home (approximately 40-45 kilometers)
- Who have not yet reached and passed puberty

Alternatives to Qurbani ke Masail مسائل قربانی
Looking for apps like Qurbani ke Masail مسائل قربانی? Here are 6 similar Android apps on Google Play. The highest rated is نماز کا مکمل طریقہ - Namaz Ka (5.0/5), and all 6 are free to download.
-
نماز کا مکمل طریقہ - Namaz Ka 5.0
-
Kids Room Decoration Design 4.1
-
سورة يس - القرآن الكريم 5.0
-
Noorani Qaida (نورانی قاعدہ) R 4.9
-
Ambiya Ke Qissay in Urdu - انب
-
Merry Christmas Wallpapers 3.7
| App | Rating | Price | Installs | Last updated | Compare |
|---|---|---|---|---|---|
| Qurbani ke Masail مسائل قربانی | – | Free | 0+ | Aug 20, 2022 | |
| نماز کا مکمل طریقہ - Namaz Ka | 5.0 / 5 | Free | 5,000+ | Jun 10, 2020 | Compare |
| Kids Room Decoration Design | 4.1 / 5 | Free | 10,000+ | Dec 25, 2016 | Compare |
| سورة يس - القرآن الكريم | 5.0 / 5 | Free | 10,000+ | Apr 8, 2020 | Compare |
| Noorani Qaida (نورانی قاعدہ) R | 4.9 / 5 | Free | 10,000+ | Jan 24, 2017 | Compare |
| Ambiya Ke Qissay in Urdu - انب | – | Free | 50,000+ | Mar 23, 2017 | Compare |
| Merry Christmas Wallpapers | 3.7 / 5 | Free | 1,000+ | Dec 21, 2016 | Compare |
Similar apps on Google Play
- نماز کا مکمل طریقہ - Namaz Ka
- Kids Room Decoration Design
- سورة يس - القرآن الكريم
- Noorani Qaida (نورانی قاعدہ) R
- Ambiya Ke Qissay in Urdu - انب
- Merry Christmas Wallpapers
- Masnoon Duain مسنون دعائیں in
- Dua e Qunoot (دعاء قنوت) with
- Bedroom Decoration Ideas 2022
- دعائے قنوت - نمازِ وتر
- Pyare Nabi(PBUH) ki Sunnatain
- Boots Fashion Ideas for Female
- Umrah Ki Adaigi Ka Asan Tarika
- Namaz e Janaza Ka Tarika Urdu
- Jadu Tona Ka Ilaj
- Ring Designs
- Maani Al-Quran Word for Word U
- Iqra Qaida - Quran Seekhain
- 40 Hadith An-Nawawi - الأربعون
- جناتی کہانیاں - Drawni Kahaniy
- Islamic History in Urdu Part 1
- عربی اردو بول چال - Arbi Urdu
- Hazrat Imam Hussain 100 Qissay
- Qaza Namaz Ka Tarika -قضا نماز
- ٦ کلمے اردو ترجمہ کے ساتھ
- Manzil - Dua from Quran Urdu
- Jadugar Baniye (جادوگر بنیے)-
- Aquarium Decoration Ideas
- Blue Christmas Wallpapers 2022
- Namaz e Jafria - Shia Ki Namaz
- High Heel Shoes Designs 2022
- Fazail e Amaal in Urdu - فضائل
- Wedding Bouquet Designs
- Tribal Tatto Designs
- Ayatul Kursi Se Mushkilat Ka H
- Birthday Cards Ideas
- انگلش بولنا سیکھیں صرف 30 دن م
- Noorani Qaida in Pashto (پښتو)
- Sad Poetry in Urdu - Dard Shay
- Aqwal Hazrat Ali R.A + Baatien
- Darood e Taj, Tanjeena, Mahi &
- 1000 Ahadees (أحاديث) in URDU
- Birthday Cake Decoration Ideas
- Surah Al Fil (سورة الفيل) Colo
- Horoscope and Stars in Urdu
- دعائے گنج العرش بمع اردو ترجمہ
- Hazrat Ali (R.A) Ke 100 Qissay
- Urdu Ahadees
- Constitution of Pakistan Urdu
- Shajra e Nasab - شجرہِ نسب
- Hazrat Yousuf Ka Qissa in Urdu
- Tajweed Rules in Urdu & Englis
- Surah Al A'la (سورة الأعلى) Co
- قرآنی وظائف
- Namaz نماز Ka Asaan Tareeqa +
- Pathan Jokes in Urdu - لطیفے
- علامہ اقبال کی شاعری- Allama I
- Kahaniyon Ki Duniya - کہانیاں
- احادیث نبویﷺ مع اردو ترجمہ
- Rizq Mein Izafa Ki Dua - Dolat
- Al-Qaida Al-Noorania in Arabic
- Hayat e Sahaba - حیاتِ صحابہ
- Urdu Muhavare aur Kahanyian
- Remove Pimples Acne in 1 Week
- Qasida Al-Burda Poem of Mantle
- Qaseed Burda Shareef with URDU
- Job Search Tips in URDU ملازمت
- Exam & Paper Solving Tips URDU
- Talaq Khula Aur Iddat K Masail
- Masjid Ke Adaab - مسجد کے آداب
- 6 Fundamentals of Islam in Eng
- Khatam e Nabuwat Course Urdu
- الدعاء ويليه العلاج بالرقى
- Tafsir Ibne Abbas Part-1 Urdu
- Quran e Pak رنگین تجویدی قرآنِ
- Benefits of Ya Qahhar -يا قهار
- General Knowledge in Urdu -CSS
- Qurbani ke Masail مسائل قربانی
- Rehmat Da Khazana پنجابی نعتاں
- Sassi Punnu - Urdu Love Story
- Laila Majnu - Urdu Love Story
- Tareekh Ibn Kaseer Part-2 URDU
- Tareekh Ibn Kaseer Part-1 URDU
- Saltanat e Usmania in Urdu
- Hazrat Imam Hassan 100 Waqiat
- Nafal Namaz نفل نماز ki Barkat
- Adhan with English Translation
- Maa Ka Muqam - ماں کا مقام
- Jawani Ki Barbadi+Roohani Ilaj
- Sheikh Chili Ki Urdu Kahaniyan
- Sahih Namaz e Nabavi نماز نبوی
- Rahnuma e Tableeghi Safar 6 No
- Hazrat Usman r.a Ke 100 Qissay
- Ghusal Ke Masail -غسل کے مسائل
- Musafir Ki Namaz مسافر کی نماز
- Surah Al Mudassir Urdu Tafsir
- Surah Muzammil Urdu Tafsir
- Surah Mulk Urdu Terjuma Tafsir
- Surah Rahman Terjuma o Tafsir
- Surah Yaseen -Terjuma o Tafsir
- Janat Mein Le Janay Walay Amal
- Aaqa Ka Mahina - Shaban
- Darood Sharif Ke Fazail - درود
- Khilafat o Malookiat - Maududi
- Karbala کربلا Ka Khooni Manzar
- Mutah - Fiqa Jafria Ke Mutabiq
- Faizan e Namaz - فیضانِ نماز
- Tohfa e Shadi - تحفۂ شادی
- Madani Qaida Bangla - Tajweed
- Madani Qaida Hindi - Tajweed
- Story of Hazrat Ayub in Urdu
- Biography of Hazrat Yunus Urdu
- Hazrat Ibrahim (R.A) Ka Qissa
- Hazrat Ayesha ra Ke 100 Qissay
- Hazrat Nuh (نوح) A.S Ka Qissa
- Kalonji Se Ilaj کلونجی سے علاج
- Hazrat Lut (لوط) A.S Ka Qissa
- Hazrat Fatima r.a Ke 100 Qisay
- 17 Wazaif Se Zindagi Asaan
- Surat Mulk Se Mushkilat Ka Hal
- Surat Inam Se Mushkilat Ka Hal
- Surah Quraish Ke Karishmat
- Surat Baqarah Se Mushkilat Hal
- Surat Kausar کوثر Ke Karishmat
- Surat Kafiroon - Mushkilat Hal
- Surat Fateha+Ikhlas -Karishmat
- Ism e Azam Se Mushkilat Ka Hal
- 4 Qul Se Mushkilat Ka Hal Urdu
- Bismillah Se Mushkilat Ka Hal
- Hakeem Luqman Ki 50 Naseehaten
- Lazzat e Zikr - لذتِ ذکر
- Badnazri بد نظری K 14 Nuqsanat
- Dua Qubool Na Hone Ki Wajuhat
- Nad e Ali se Mushkilat Ka Hal
- Miswak K Faiday مسواک کے فضائل
- Hakeemi Nuskhe - حکیمی نسخے
- Pyare Rasoolﷺ Ki Peshangoyian
- Gharelu Ilaj -Desi Totkay Urdu
- Subah o Sham Ke Azkar - Dua'in
- Maloomat e Quran - Islami Quiz
- Hazrat Khizar (A.S) Ka Qissa
- Faizan e Jumma - فیضانِ جمعہ
- Biography of Hazrat Suleman AS
- Bal e Jibreel by Allama Iqbal
- Namaz e Taraweeh - 20 Rakat
- Shehad se Har Bemari Ka Ilaj
- Aulad Ke Liye Duain (دعائیں)
- Aurton Ki Namaz عورتوں کی نماز
- Hifazat Ki Duain حفاظتی دعائیں
- Itikaf اعتکاف Ke Amal o Wazaif