AppPage.net

Screenshots

  • Digi Hisaab - Vendor screenshot 1
  • Digi Hisaab - Vendor screenshot 2
  • Digi Hisaab - Vendor screenshot 3
  • Digi Hisaab - Vendor screenshot 4
  • Digi Hisaab - Vendor screenshot 5
  • Digi Hisaab - Vendor screenshot 6
  • Digi Hisaab - Vendor screenshot 7
  • Digi Hisaab - Vendor screenshot 8

About Digi Hisaab - Vendor

Digi Hisaab Vendor aapki dukan ka poora udhari system digital kar deta hai — bina kisi extra kaam ke.

Chhoti dukan chalana asaan nahi hai. Gahak udhari lete hain, tum ek register mein likhte ho, kabhi kabhi bhool bhi jaate ho, aur baad mein confusion ho jaati hai ki kitna liya aur kitna diya. Yeh sab mushkil khatam karne ke liye Digi Hisaab Vendor banaya gaya hai.


Dashboard pe aate hi aapko dikh jaata hai ki total kitna pending hai. Kisi bhi gahak ki individual transaction history ek tap mein dekh sakte ho — kab kitna liya, kab kitna wapas kiya, date aur time ke saath. Hisab hamesha saaf aur updated rahega.

App mein dark mode bhi available hai jisse raat ko ya kam roshni mein bhi aasaani se kaam kar sako. Login secure hai — mobile number aur password se protected — taaki sirf aap hi apna khata access kar sako.

Digi Hisaab Vendor un sab merchants ke liye hai jo apni dukan ka udhari system paperless aur digital banana chahte hain — chahe paan shop ho, kiryana store ho, dairy ho, salon ho, ya koi bhi chhoti dukan. 📒

Alternatives to Digi Hisaab - Vendor

Looking for apps like Digi Hisaab - Vendor? Here are 6 similar Android apps on Google Play. The highest rated is Vibe: Smart AI DJ Music Player (4.6/5), and all 6 are free to download.

Digi Hisaab - Vendor vs. alternatives
App Rating Price Installs Last updated Compare
Digi Hisaab - Vendor – Free 10+ Jul 28, 2026
TrueFood - AI Ingredient Scan – Free 10+ Sep 4, 2026 Compare
Linksy – Save Links & QR Vault – Free 100+ Aug 30, 2026 Compare
Digi Hisaab – Udhari Khata App – Free 50+ Jul 5, 2026 Compare
SmartShots: Screenshot & OCR – Free 1,000+ Sep 19, 2026 Compare
Vibe: Smart AI DJ Music Player 4.6 / 5 Free 1,000+ – Compare
Photo Compressor: Image Resize – Free 5,000+ – Compare

Compare Digi Hisaab - Vendor with the top alternatives: ratings, updates, ASO score and keyword gaps →

Similar apps on Google Play